Add your promotional text...

Bejubaan hoon main is duniya ke saamne

Bejubaan hoon main is duniya ke saamne, Baatein karne ke liye kitaabon se milta hoon. Log samajh nahi paate mere jazbaaton ko, Isliye lafzon ki duniya mein rehta hoon. Har panne mein koi apna sa milta hai, Har lafz meri kahaani sa dikhta hai. Duniya se kya kahoon, kaun sunega mujhe? Isliye alfaaz ke saaye mein jeeta hoon.

LIFE & NATURE POETRY

SURAJ ONE THINKAR

4/6/20251 min read

a man riding a skateboard down the side of a ramp
a man riding a skateboard down the side of a ramp

My post content