Dukh sabka apna apna hai
Dukh sabka apna apna hai, Koi bol raha, koi sun raha hai. Aankhon mein sapne toote hue, Koi sah raha, koi gun raha hai. Chupchaap chalti ye zindagi, Kahin bheed hai, koi gum raha hai. Dil ki sada ko samjhe kaun, Koi kho raha, koi chun raha hai. Sahil pe baithe kuch log hain, Koi doob raha, koi tair raha hai. Har zakham ki apni daastan, Koi sehal raha, koi dhun raha hai. Dukh sabka apna apna hai, Koi bol raha, koi sun raha hai.
EMOTION-BASED POETRY
SURAJ ONE THINKAR
4/3/20251 min read
My post content